Kya Aap Aaj Bhi Account Open Karne ke liye Bank Ki Line Me jakar Khade Hoke, Form Fillup Karke Account Open Karte Hai? Agar Aaj Bhi Aap Aisa karte hai To Aaj Mai Aapko Ye Batane Wala Hu Ki Aap Online Bank Account Kaise Open kar Sakte Hai? Aaj Ki Post Me Mai Aapko Ye Batauga Ki Digibank by Dbs Kya hai? Digibank Me Account Kaise Open Kare?
Digibank Kya Hai? What is Digibank?
Digibank By DBS Bank Singapore Ka “Development Bank of Singapore” Hai, Jo Ki Basically Singapore Me Apni Banking Service ko Provide karta hai But Ab Digibank India Me Bhi Apni Service Ko Provide kar Raha hai, Aur Bahut Sare Log Digibank Ko Like Kar Rahe Hai Kyuki Aur Banks Ke According Digibank Aapko Jada Interest Provide karta Hai.
Read Also:-
- Axis Bank Me Zero Balance Account Kaise Khole?
- Online SBI Account Transfer Kaise Kare
- SBI Internet Banking Ka Username Kaise Pata Kare
Digibank Aapko 7% Aur Mostly 10% Cashback, Agar Aap Shopping Ya Payment Digibank Se Karte hai To Aapko Cashback Provide Kiya Jaega.Digibank Ke jariye Aap Zero Balance Account Apne Ghar Baithe Mobile Se Open kar sakte hai. Digibank Me Aapko Debit Card Aur Transaction Charge Ka Koi Bhi Paise Nahi Dene Padta hai, Jo Ki Others Banks Se kafi Jada Batter Hai.
Jada Jankari ke Liye Aap Digibank Ki Site Par jakar Information Le Sakte Hai.Digibank
Digibank Me Account Open Karne Ke Liye Required Documents:-
Digibank Me Zero Balance Account Open Karne Ke Liye Aapko Kuch Required Documents Ki Jarurt Hogi, In Documents Ke Bina Aap Apna Account Ko Open Nahi Kar Sakege. To Aaiye Jante Hai.
- Pan Card
- Aadhaar Card
- Mobile Number Link With Aadhaar ( Aapka Mobile Number Aadhar Card Se Link Hona Chahiye)
Digibank Me Account Kaise Open Kare? Step By Step Guide
Digibank Me Account Open Karne Ke Liye Kuch Simple Steps Ko Follow kare.
STEP:1 Sabse Pahle Aap Play Store Me Jakar Digibank Ki App Ko Download Karke Simply Usko Open Kare. Click Here To Download Digibank App Digibank App
STEP:2 Aapke Samne Digibank ka Page Show hoga, Aap Continue Par Click kare.
STEP:3 Digibank me New Account Create Karne Ke Liye Aap Simply Sign Up Par Click kare.
STEP:4 Lets’go Option Par Click karke Aage Badhe.
STEP:5 Yaha Aapko About Yourself Ka Page Show Hoga, Aap Yaha Apna Pura Naam Aur Date Of Birth Fillup Kare Aur Next Ke Button Par Click Kare.
STEP:6 Ab Aap Apna Mobile No, Email Id Ko Fillup kare Aur Next Ke Button Par Click kare.
STEP:7 Aapke Mobile Par Ek OTP Code Send Kiya Gaya Hoga, Us OTP Code Ko Fillup kare aur Next ke Button Par Click kare.
STEP:8 Ab Aapko Apni Marji Ka Ek Username Create Karna Hoga. Username Ko Fillup kare Aur Koi Strong Password Fillup Karke Submit Ke Option Par click kare.
STEP:9 Ab Aap Successfully Digibank Me Sign Up Kar Chuke hai. Ab Aap Jo User Id Aur password Ko Create Kiye The Uske Jariye Digibank Me Login kare.
STEP:10 Digibank Me Login Karne Ke Liye Username Aur Password Fillup Kare Aur Simply Login Ke Option Par Click kare.
STEP:11 Aap continues Ke Option par Click karke Aage Badhe.
STEP:12 Ab Aapko Apne Area Ka Postal Code Means Pin Code Fillup karna Hai. Apne Area ka Pin Code Fillup kare, Aur Confirm Ke Option par Click Kare.
STEP:13 Aap Apna Aadhar Card No Ko Fill kare Aur Submit Ke Button Par Click kare.
STEP:14 Apna PAN Card No Ko Fillup kare Aur Next ke Button Par Click kare.
STEP:15 Aapke Samne Occupation ka Page Show Hoga, Yaha Aapko Apna Occupation Batana Hai Ki Aap Kya Work karte hai. Occupation Ko Select kare.
STEP:16 Aapko Apna Account Type Select karna Hai, Saving Par Click Kare Aur Aage Badhe.
STEP:17 Aap Apni Annual Income Range Ko Select kare.
STEP:18 Apni Financial Assets Ko Select kare.
STEP:19 Yaha Aapko Apni Family Ki Details Ko Fill karna hai. Apne Father ka Pura Naam fill Kare, Apni Mother Ka Naam Fill kare Aur Material Status Ko Fill karke Submit ke Button par Click kare.
STEP:20 Agar Aap Apne Family Members Me Se Kisi Ko Nominee Banana Chahate Hai To Usko Select kare Ya Phir Do This later par Click kare.
STEP:21 Ab Aapko Apni Identity Verify Karni Hogi Uske Liye Aap Aadhar SMS OPT Ke Option Par Click kare
STEP:22 Aadhar Declaration Ko Confirm kare Aur Proceed par Click kare.
STEP:23 Aapke Aadhar No par Ek OTP Message Send Kiya Gaya Hoga, Us OTP Ko Fillup kare, Aur Submit ke Option par Click kare.
STEP:24 Aapke Number par Ek 6 Digit Ka Password Send Kiya Gaya Hoga Us Password Ko Fillup Karke Verify Ke Button par Click karke Verify kare.
STEP:25 Ab Aapse Bola ja raha hai Ki Aapke Device Ko Aapke Account Se Link Kiya Ja Raha hai.
STEP:26 Aap Apke Account Ko Aapke Device Se Link kar Diya Gaya Hai.
STEP:27 Ab Aapki Identity Verified Kar Li Gayi Hai Aap Simply Lets Go Ke Option Par Click kare.
STEP:28 Ab Aapko Apna Address Fillup Karna Hoga, Apna Pura Address, City, Pincode, State And landmark Ko Fill karke Submit Ke Button par Click Kare.
STEP:29 Ab Aapke Diye gaye Address Par Aapka Debit Card Send kar Diya Gaya Hai, Aap Simply Submit Ke Option par Click kare.
STEP:30 Congratulation! Your Account Has Been Created. Aapka Digibank Ka Account Successfully Create Ho Chuka hai. Aapko Aapka Name, Account Number MMID Etc Show Ho Rahi Hogi. Aap Simply Done Ke Option Par click Kare.
STEP:31 Ab Aap Apne Digibank Account Me Login Jab Hoge To Aapko Kuch Aisa Interface Dikhai Dega.Aap yaha Se Apne Account Ko Aasani Se Manage kar Sakte hai.
Toh Is Procedure Ke Jariye Aap Digibank Me Apna Account Ghar Baithe Online Kabhi Bhi Open kar Sakte hai.Aur Sabhi Services Ka Laabh Utha Sakte hai. Read More Articles:-Technopark Jobs 2020 full Detailed information?
Digibank Me Online Account Open Karne Ke Fayade:-
Aap Suppose Kisi Alag City Me Rahte Ho, Aise Me Agar Aapko Bank Account Open Karna Ho Toh Aapka address Proof Bank Aapse Magati Hai But Ab Aap Apna Account Online Ghar Baithe Open Kar Sakte Hai Bus Kuch Hi Minutes Me.
Aaj Kal Har Ek Bank Online Account Open Karne Ki Facility Provide Karti Hai, Uske Liye Aapke Pas Aapka Aadhar Card, PAN Card Aur Ek Mobile Number Hona Chahiye Bus In Documents Ki Help Se Apna Account Online Bahut hi Aasani Se Open Kar Sakte Hai.
Aap Online Account Open Karne Ke Sath-2 ATM Card, Internet Banking Aur Checkbook Ke Liye Bhi Online Request Kar Sakte Hai.Aapke Diye Gaye Address Par Kuch Hi Dino Me Aapka Digibank Ka Debit Card Aa jaega.
Digi Customer Care Number:-
Digibank Branches:-
Digibanks Ki Branches Ko Find Karne Ke Liye Is Link Par Jakar Click Kare:-Digibank Branch
Digibank Cities And Services:-
- Bangalore
- Chennai
- Cuddalore
- Kolhapur
- New Delhi
- Kolkata
- Moradabad
- Mumbai
- Nashik
- Surat
- Pune
Read It:-
- Instagram Account Me 2 Step Verification Kaise Active Kare?
- Facebook Two-Step Verification Kaise Active Kare
- Whatsapp Two-Step Verification Passcode Reset Kaise Kare
About The Post:-
Aaj Ki Is Post Me Maine Aapko Ye Bataya Ki Digibank By DBS Kya Hai? Digibank Me Account Kaise Open Kare? Digibank Me Aur Banks Ke According Kya-2 Services Milti Hai.
Agar Aap Bhi Zero Balance Account Ko Open Karna Chahte hai To Aap Digibank App Ke Jariye Account Ko Aasani Se Open Kar Sakte Hai. Agar Aapko ye Post Achi Lagi Ho To Isko Social media par Share Kare.