Paytm Password Kaise Reset Kare? Change Paytm Password in 2022

Paytm password reset online 2022:  Kal Paytm Har Ek Person Use Karta hai, Dakha Jaye To Paytm Ka Use Aaj Ham Apne Sabhi Kam Ke Liye karte hai Fir Online tickets Book Karna Ho, Online Shopping karni Ho, Online Recharge karna ho Ya Phir Online Money Transfer karna Ho Etc, har Work Ham Paytm Ke Through Online Kar Sakte Hai. Paytm Ek Digital Platform hai Jiski Help Se Hum Sabhi kam Ko Online kar Sakte hai, But Kabhi-2 Aisa Hota Hai ki Hume Apne Account ka Password yaad nahi Hota hai Jiski Wajah Se hum Apne Account Me Login Nahi kar pate Hai. Toh Aaj Ki Is Post Me Mai Aapko Ye Batauga Ki Aap Apne paytm Ka password kaise Forgot kare? 

Paytm Password Kaise Reset Kare

Paytm Password Change/Reset Kaise Kare? Step By Step Guide  in 2022

Paytm Account ka Password Forgot Kaise Kare, Agar Aap Apne Paytm ka Password Bhul Gaye hai Aur Usko Reset Karna Chahate hai To Aap Is Procedure ko Follow Kare.

STEP:1 Sabse Pahle Aap Apne  Login To Paytm Page Ko Jaye.

STEP:2 Paytm Ka Password Forgot Karne Ke Liye Aap Simply Trouble Logging Ke Option par Click kare.trouble login

STEP:3 Ab Yaha Aapko 2 Options Show Hoge, Aapko Apne Paytm Account ka password Forgot KarneKee Liye Forgot Your password Ke Option Par Click kare.forgot

STEP:4 Aapko Ek Popup Show Hoga, Jisme Aapse Bola ja Raha hai Ki Aap Apne Paytm password Ko Agr Forgot Karna Chahate hai To Apne Registered Mobile Number Se Jis Se Aapne Apna PAytm Account Create Kiya Tha Usi Number Se Is Number  0120-3888388 Call kare.number

STEP:5 Aap  0120-4888488 Number par Call kare Aur password Reset karne Ke Liye 1 Press kare.call now

STEP:6 Ab Aapke Registered Mobile Number Aur Email Address par Ek Link paytm Team ki Taraf Se Send Kiya gaya Hoga, Aap Is Link par Click kare.link send

STEP:7 Ab Aapko Yaha 2 Options Show Hoge, Change password Or Forgot password ka Option Aapko Show Hoga, Aap Simply No I forgot The Password of my Account Is Option par, Click Kare.no forgot

STEP:8 Aapke Screen par Change password Ka page open Ho Jaega, Aap yaha Se Apne Password Ko Change kar Sakte hai. Yaad rahe Ki Paytm ka Aisa Strong password Create kare. Jisme Capital Small Letters, Numbers Aur Special Characters ka Mixture Include Ho.

Apna Password Enter kare Aur password Again Confirm karke Simply Proceed ke Button par Click kare.change password

STEP:9 Congratulation! Aapka Paytm Account ka Password Successfully Reset Ho Chuka hai, Ab Aap is New password Se Aasani Se Apne paytm Account me login Kar, Sakte Hai.congress update password

Finally Is Procedure Ko Follow karke Aap Aasani se Apne Paytm Ka Password reset Kar Sakte Hai.

Paytm Ka Password Kaise Banaye?

Jaise Ki Aap Sabhi Log Janate hai Ki Ab Har Ek Account Me Password Create karne ke Liye Hame Ek Strong Password Banana Hota hai. Aaj Mai Aapko Batauga ki Paytm Ka Password Kaise Banate hai. Paytm Password Banane Ke Liye Aap Is Process ko Follow kare.

Paytm Password Create Karne Ke Liye Aap Ek Capital Letters, Small Letters, Numbers Aur Special Characters Ko includes Karke Ek Batter Strong password Create Kar Sakte Hai. Strong Password Create Karne Ke Liye Example Dakhe.

Example:- Deepesh87@#, Deep@1234# Aisa Kuch Aap Ani Marji ke According Strong Password Create Kar Sakte Hai. password create Karne ke Liye Apna Naam Aur Kuch Numbers Aur Special Characters Ko Include kare, jo Aapko Aasani Se Yaad Rahe.

Read Also:-

About The Post:-

Aaj Ki Is Post Me maine Aapko Ye Bataya Ki Aap Apne paytm Ka Password Bhul jane par New password Kaise Banate hai. Sath Hi Sath maine Ye Bhi Bataya Ki Aap Apne Paytm Ka Password kaise Change kare. Ab Aap Ye Seekh Chuke Hai Ki paytm ka Password kaise Badale.

Agar Aapko Ye Article Acha Laga Ho Toh Isko Social Media par jarur Se Share Kare, Jis Se Aur Bhi Logo Ko ye Information Mil Sake.

Thank You For Reading This Article. Keep Visit Again In Technical Cube

इस ब्लॉग पर आपको (Tally, Tally Prime, Computer Courses, Various Exams PDF Notes, CCC, O Level, and Motivational Books, etc से Related Articles मिलेगे।

1 thought on “Paytm Password Kaise Reset Kare? Change Paytm Password in 2022”

  1. Online mobile recharge aur banking ke liye paytm best app hai.
    Bahut baar hm password bhul jaate hain. Us time password ko reset karne ki jarurat hoti hai. So, aapne is post me guide karke bata diya thanks !!

    Reply

Leave a Comment